readbud - get paid to read and rate articles

Wednesday, April 21, 2010

Sad Shayari

Zindagi main sab se kharab baat,
Kisi ki aankh main aansu hona aap ki waja se
Aur sab se pyari baat,
Kisi ki aankh main aansu hona aap ke liye.

Barish k bundo ko apni hatheli me samet kar dekho
Jitni bunde ap samet paye utna ap hame yad karte hai
Aur jitni bunde gir jaye utna hum apko yad karte hai.

No comments:

Post a Comment